Friday Bayan 21-08-2026 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
Folge abspielenÜber die Folge
(0:00) Intro
(1:17) Aapas ke Ikhtilaf ka Hal
(3:09) Judge ke Faislay + Dawa, Daleel, Muddai aur Gawahon ki Haisiyat
(9:30) Adalaton ke Cases
(11:18) Cases Jo Sunna Haram Hai
(13:31) Aik Sahabi (RA) Jinhain Nabi ﷺ Ne Jannat ki Basharat Sunai!
(14:21) Tajassus
(15:40) Aulad par Waldain ka Mental Torture
(18:47) 7 Saal Se Kam Umar ke Bachay ki Tarbiyat
(21:23) Ghar Mein Cheekhna Chillana?
(25:27) Jannati Sahabi (RA) ka Amal
(26:31) Har Insan Se Nafrat Karna?
(30:58) Hazrat Umar (RA) ki Majlis aur Maulana Ashraf Ali Thanvi (RA) ki Majlis
(36:47) Fasadi Naik Hamsaya
(39:00) Jis par Jo Cheez Suit Hoti Ho, Usko Waisa Hi Hona Chahiye!
(40:38) Logon Se Achha Guman Rakhna? Paison ke Mamlaat ka Tariqa?
(43:16) Aibon par Parda Dalna?
(45:00) Filmi Duniya vs Real Life
(46:45) Fasadi vs Islahi
(55:14) Mufti Sahab ke Office Mein Camera ke Bawajood Chori
(56:50) Zojain ka Aik Doosray ko Apna Mazi Batana?
(58:22) Kisi ke Zaati Mamlaat ka Tajassus?
(59:55) Mufti Sahab Se Podcast Mein Jab Source of Income ka Sawal Kiya Gaya?
(1:02:45) Mashhoor Logon ki Talaq par Media ka Fasad
(1:06:12) Hazrat Umar (RA) / Hazrat Zaid bin Harisa (RA) ki Talaqain
(1:07:08) Tameez
(1:08:02) Kisi ko Deen ke Qareeb Lane ke Liye Ghalat Masla Batana?
(1:08:42) Mufti Taqi Usmani Sahab Karachi Mein Rehtay Huay Jamia Tur Rasheed Visit Nahi Kartay?
(1:20:05) 14 August par Hawai Firing
(1:20:42) Zojain ka Jhagray Mein Bistar Alag?
(1:22:06) 5 Waqt ki Namaz Imam ke Peechay Parhi Jaye To Harkat Mein Khamosh Rahenge?
(1:24:26) Pakistan ke Jhanday ko Salam Karna, Qaumi Tarana ke Waqt Kharay Hona? (Dr Israr Bayan)
(1:24:50) Bank ki Soodi Raqam
(1:25:18) Masjid Mein Kandhay Phalangna?
(1:28:32) Umrah ke Tawaf Mein Baitullah ki Taraf Dekhna? Mataf Mein Namaz? Takbeer-e-Oola ka Matlab?
(1:29:47) Khawateen ka Masjid Mein Aetikaf?
(1:33:29) Meezan / Islamic Bank ke Mamlaat
(1:39:05) Biwi par Hath Uthana?
(1:48:21) Barelvi ka Nikah Ahl-e-Hadith Se Ho To Bachon ka Maslak?
(1:52:01) Adopted Bachay ka Virasat Mein Hissa?
(1:52:31) Munafiq ki Iqsam?
(1:54:22) Adopted Bachay ke Visa ki Waldiyat Mein Apna Naam?
(1:54:50) Aik Qabar Mein Doosri Mayyat
(1:56:54) Newborn Baby ko Ghutti Dena?
(1:57:32) Adalti Khula par Aawaz
(1:59:18) Tajdeed-e-Iman ka Tariqa
(1:59:52) Urdu Zuban ki Khasusiyat
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

