Bayan In Osaka Japan 2026 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Mufti Tariq Masood Podcast1 Std. 13 Min.

Folge abspielen

Über die Folge

(0:00) Intro


(0:02) Mufti Sahab's Dashing Entry

(0:23) Khutba, Qur'ani Aayaat

(1:13) Mufti Sahab's 2nd Visit to Japan in September 2026

(1:20) Safai Nisf Iman Hai

(2:33) Tokyo to Osaka — Mufti Sahab ka Analysis

(3:46) Maut Har Haal Mein Aa Kar Rahegi

(4:29) Maut ka Tazkira Karne par Molviyon par Aetraz Karne Walay

(5:54) Japan Mein Allah Se Darne ki Batein Karne ki Wajah

(7:15) Allah ki Chahat Kya Hai?

(9:05) Ulama Anbia ke Waris Hain

(10:09) Mufti Sahab Se Jab Log Karobar ke Liye Mashwara Mangte Hain?

(11:14) Mufti Sahab ke Paas Aik Khatoon Apne Betay ki Shadi ke Liye Jab Aai?

(12:18) Mufti Sahab ko COVID-19 Mein Logon ki Calls

(12:33) Paighambar ï·º Basheer aur Nazeer Hain

(13:28) Hamari Zimmedari?

(14:29) Japan ke Robots

(15:00) Allah ki Qudrat ke Kamalat: Bhains ka Sookha Chara Kha Kar Chikna Doodh Dena, Maa ke Pet Mein Insan ki Paidaish ke Marahil aur Duniya Mein Aate Hi Maa ke Doodh ki Nemat

(18:44) Ye Sab Husn-e-Ittefaq Nahin

(20:12) Japan vs Karachi

(20:44) Japanese Trains

(21:24) Japanese Graveyards

(21:51) Japan Walon ke Liye Allah ko Bhoolna Aasan Kyun?

(22:14) Maut ke Baad Dobara Zindagi

(23:59) Molviyon ki Baat ka Inkar, Allah ka Inkar Hai

(25:20) Surah Waqiah Mein Dobara Zindagi ka Saboot

(26:12) Suppositions

(27:33) Mitti Se Bana Insan Dobara Mitti Mein Dafan

(28:43) Maut ke Baad Zindagi ke Dalail

(30:04) Barzakhi Zindagi aur Firaun par Azab

(31:18) Kainat aur Insan ki Paidaish ka Maqsad

(33:38) Maut Har Haal Mein Aa Kar Rahegi

(34:35) Sulaiman (AS) ke Darbar Mein Aik Shakhs ka Waqia, Jiski Maut Hindustan Mein Likhi Thi

(36:21) Aakhirat ki Zindagi ki Misal, Duniya ki Zindagi ke Muqablay Mein

(39:09) Allah ki Nematein

(39:27) Zaujain ki Nemat

(39:58) Aulad ki Nemat

(41:18) Quetta ke Aik Shakhs ki Kaseer Nasal

(42:36) Nikah / Aulad ke Kharchon Se Pareshani ka Hal

(46:26) Kasrat-e-Aulad ka Falsafa

(48:24) Qur'an: Behtareen Zabta-e-Hayat

(49:02) Reply to Atheists

(50:34) Allah ko Yaad Rakhne ka Tariqa

(54:54) Namaz ki Pabandi

(58:18) Zakat-o-Sadaqat ki Pabandi

(1:00:50) Sila Rehmi ki Pabandi

(1:05:10) Nazar ki Hifazat ki Pabandi

(1:07:15) Yusuf (AS) ne Zina ki Offer Reject ki

(1:08:00) Musa (AS) ne Nikah ki Offer Accept ki

(1:09:39) Zina vs Nikah

(1:11:33) Mulki Qawaneen ki Pabandi

(1:12:40) Dua

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.


Mehr von Mufti Tariq Masood Podcast

Alle Folgen